Skip to main content

Anjaan Jahaan Lyrics - Frozen 2

Anjaan Jahaan Lyrics 


Anjaan Jahaan Song Details :

Song : Anjaan Jahaan 

Album : Frozen 2

Singer : Sunidhi Chauhan, Aurora

Music : Christophe Beck, Frode Fjellheim

Lyrics : Kausar Munir 

Anjaan Jahaan Lyrics

Anjaan Jahaan Song Lyrics



Sunke bhi naa, sun'na hai
Mujhko tujhse bach ke rehna hai

Mushkilon mein padhna nahi hai ab mujhe
Bas apni raahon pe chalna hai mujhe
Haan!

Awaaz nahi, tu hai mera ek fitur
Chhod de mujhko, Chhod de tu!

Rehna tu mujhse door
Dil ke jo kareeb hain wo paas hai mere

Sadaa na de mujhe na aau paas main tere
Ye hai meri duniya

Nahi khona hai isko
Kyun sanan-sanan sadaayein de

bulaaye tu?
Anjaan jahaan

Anjaan jahaan
Anjaan jahaan !

Chahti hai kya?
Kyun neendein churati hai?

Ho na jaaye koi galti
Mujhe kyu satati hai?

Ya bechaini hai kya tujhme bhi aisi?
Kya dil mein hai, halchal kuch mere jaisi?

Haan is dil mein jo daba hai
Wo badhta hai junoon!

Dar hai tujhko paa ke khud ko kho naa du!
Hai anjaan jahaan

Anjaan jahaan
Anjaan jahaan

Hoo..
Tu kya hai?

Tu kahaan hai?
Tu Kyun hai?

Tu jahaan hai
Aa..!

Tanhaa naa chhord ab mujhe is tarah
Le chal sang mujhko tu
Us anjaan jahaan!

Written by Kausar Munir

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011)

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011) Let it be Song Details : Song : Let It Be Album : Desi boyz  (2011) Singer : Shaan  Music : Pritam  Lyrics : Amitabh Bhattacharya  Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Let It Be Lyrics Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Ghalatiyon wali list mitane de Story mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai Tujhko kasam tujhko kasam Chhod bhi de yeh naraazgi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahin yeh sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se ...